Friday, December 22, 2006

katra katra jindagi

ya to katra-katra sambhal kar jiyo
ya khatre utha kar
jindagi ek saans ki dor hai
ek din tootegi hi
woh ek nashukra mehbooba hai
ek din roothegi hi

1 comment:

रंजू भाटिया said...

rehne do in tanhayion ko yun hi saath saath
kam se kam koi toh hai jiske saath yeh zindagi ab basar hoti hai


ranju