Friday, December 22, 2006

shor

dabe paaon khusiyan aakar chali gayin
main duniya ke shor me gum tha
sun na paaya aahat unki

aaj bhi yeh baat yaad kar ke
apne dil ko main beqarar karta hoon
kal afsos keh na paaya tha
aaj keh doonga pyar karta hoon

1 comment:

रंजू भाटिया said...

dil dhoondta hai bs unko har taraf
har nazaare mein bas unka gumaan hota hai
thaam lele hain hum dil apna jab bhi zikar unka kahi hota hai
unko toh ehasas bhi na hoga is baat ka
ki mera dil unse kitna pyaar karta hai
hai yeh tadap kaisi ,aur dil kyu yun beqrar sa rehta hai


ranju