dil dhoondta hai bs unko har taraf har nazaare mein bas unka gumaan hota hai thaam lele hain hum dil apna jab bhi zikar unka kahi hota hai unko toh ehasas bhi na hoga is baat ka ki mera dil unse kitna pyaar karta hai hai yeh tadap kaisi ,aur dil kyu yun beqrar sa rehta hai
1 comment:
dil dhoondta hai bs unko har taraf
har nazaare mein bas unka gumaan hota hai
thaam lele hain hum dil apna jab bhi zikar unka kahi hota hai
unko toh ehasas bhi na hoga is baat ka
ki mera dil unse kitna pyaar karta hai
hai yeh tadap kaisi ,aur dil kyu yun beqrar sa rehta hai
ranju
Post a Comment